Saturday, May 22, 2010

Tere pankh bhari ... O panchi!!

Itna na tarne do ki sagar mei doobte hue tumahra naam loo.
is masle ka hal kya hai??
beh jau ya nadi se door ho lu; ek sookhe patte ki tarah
sawalo ki paheli kar ja
aaja... tujhe boondo se milwao
pankh bhari karau
fir bol mere azaad panchi
udega tu kaha
is jungle mei ek aag hai
ya mere saath pani ka ho le
ya jal ja.
udna hai??
to kya naya hai
yaha sabko udna hai.

Shringi
22 May 2010

No comments:

Post a Comment

Followers

About Me

Close your eyes and let the aura sing. I am nobody but an anomic shadow of yours.